-
Kuch nahiN rakha dharam mein
Kuch nahiN rakha dharam mein
Naqsh-e-adaavat k siva Saaman-e-aafat k siva Kuch nahiN rakha dharam mein ek nafrat k siva!!! Hai gumaa.N gar roop koi aur hai bhagwan ka Usko kab mumkin tha hona Kuch … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Vo Tera Khawab
Vo Tera Khawab
Vo jo aaya tha khilkhilata hua Dekh kar mujhko muskurata hua Haath masti mai vo hilata hua Mujhe bahon mai bharke dekha to Mere dil mai utarke dekha to Ek Dhuan hi bas mila usko Dhuan … more
Taxonomy: Baaki Sab kuch
-
Diwaali Tumhare Baad
Diwaali - Tumhare Baad
Tumne is ghar ko kis shidat se sajaya hota Maano har sheh ko kadmo mai jhukaya hota Tumse kehta maiN k chaand sitaareN lunga Tumse kehta maiN k aaj hi saare lunga Mere har … more
Taxonomy: Baaki Sab kuch
-
Raasta
Raasta
Maine tumse yun kaha tha tum faqat meri suno Baat vo beekar ki thi tum ise ab mat suno Tumne yun uth ke chale jaane ko hi samjha sahi Tumne piche mudh k dekha? ya mujhe dekha nahi Raaste ko … more
Taxonomy: Baaki Sab kuch
-
Duniya
Ye HasiN lamhe zindagaani ke Labz do hi hai bas kahaani ke Ek mai hun, dusri ho tum Saari duniya hui humi mai gum!!! Manoj Garg more
Taxonomy: Baaki Sab kuch
-
Ye ishq ye jazbaat abhi rehne do
Ye ishq... ye jazbaat... abhi rehne do
Ye ishq... ye jazbaat... abhi rehne do!!! Junoon-o-wafa ki baat... abhi rehne do!!! Lauta sako agar... meri aawargi bahut... Tum baaki qayanaat... abhi rehne … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Galti
galtiyaN
Yaad hai tumko Ek dava tumne kaha tha K tumhare gunah tumhari galtiyan Mere hisab mai gineh nahi jaate Vo tab bhi Tumhare gunah nahi the Vo ab bhi Tumhare gunah nahi hain Mai tab bhi apni … more
Taxonomy: Baaki Sab kuch
-
Na mai tum ko na tum mujhko manana
Na mai tum ko... na tum mujhko manana
Na mai tum ko... na tum mujhko manana Tum mere ruthne pe... ruth jaana!!! Mai apni rakh se phir rup lunga... Nahin manjoor abke tut jaana!!! Tumhe har pal kanto … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Phir ho rahun aabaad k mai ishq kar sakun
Phir ho rahun aabaad k mai ishq kar sakun
Phir ho rahun aabaad k mai ishq kar sakun Kaash tumhare baad bhi mai ishq kar sakun!!! lauta sako to sirf, vo jazba, vo aarzu tum rakho jaye'daad k mai ishq … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Mai khud se ruth jaana chahta hun
Mai khud se ruth jaana chahta hun
Mai khud se ruth jaana chahta hun Phir khud ko mannana chahta hun!!! garhi bhar hi sahi par dur hokar ye rishta aajmana chahta hun!!! Nahi afsos mujhko dillagi ka … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Dil bhi panghat ka pata chahta hai
Dil bhi panghat ka pata chahta hai
Dil se pucho ye kya chahta hai Kyu ye hona tabah chahta hai?? Tark sunta nahi ye duniya ke Tujhmain thodi panah chahta hai!!! Aisa maayus hai ye rishton se Sabse … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Tamanna jab mujhe thokar ki thehri
Tamanna jab mujhe thokar ki thehri
Tamanna jab mujhe thokar ki thehri To niyat kyu buri pathar ki thehri Humaaraa pyar tha lamhon ka lekin Khalish dil mai umr bhar ki thehri Fikr humko kahan ek … more
Taxonomy: Gazhalein
-
hain taur ajab but-khaanoN mein ab farq yahan insaanoN mein
hain taur ajab but-khaano.n mein
hain taur ajab but-khaano.n mein ab farq yahan insaano.n mein jo biij the aapas-daarii ke sab qaid rahe juzdano.n mein haath bashar ke lag ke khuda ab bikhta khub … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Khuda ke saath hi mar jaana tha
Khuda ke saath hi mar jaana tha
Ishq kyun humko aajmaana tha Gham se rishta humein nibhaana tha Usne pucha na raaz-e-naaraazi Humko rona tha bikhar jaana tha hum aise saada-dil humko Khuda ke saath … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Phir vohi subhah hogi Phir vohi sitam hoga
Phir vohi subhah hogi Phir vohi sitam hoga
Phir vohi subhah hogi Phir vohi sitam hoga Tumse milke bichdunga Haadsaa kya kam hoga!!! Be-qaraar ho jaaye Ya nisaar ho jaaye Dil ka rang kya hoga Saath … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Mujhe maalum the nuske safar ke
Mujhe maalum the nuske safar ke
Mujhe maalum the nuske safar ke Mai fir bhi laut aaya aah bhar ke Jo paun darsh tere naama-bar ke To ghar aabaad ho sab dil-nagar ke Dawaa se kab mujhe aaram hoga … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Kitni hi baar ho chuki Hone ko haar ho chuki
Kitni hi baar ho chukiHone ko haar ho chuki Jism se takra ke ruh Zaar zaar ho chuki!!! Vo zindagi hisab ki Mujhko bahit aziz thi Vo zindagi hisab ki Vo bhi nisaar ho chuki!!! Gham aur khushi ke khel … more
Taxonomy: Gazhalein
-
LehroN pe kashti behne do
Lehro.n pe kashti behne do
Lehro.n pe kashti behne doKashti ko kinaare... kya karna
Lo saare sitaare tum rakhloAb mere tumhaare... kya karna!!!
Tum jo mujhse kehti ho"Kya haal rha mere piche" … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Apni hasrat bhi paash paash maangii
Apni hasrat bhi paash paash maangii
Apni hasrat bhi paash paash maangiiSiina maanga kabhi kharaash maangii
Kabhi maanga nahi khuda tujhkoApne andar terii talaash maangii
Shikast e dil agar k teh … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Mujhko to kuu-e-butaaN
Mujhko to kuu-e-butaaN
Mujhko to kuu-e-butaaNKuu-e-abas kuu-e-ziyaaN Ab tuhi mera jahaN tu jahaN pe mai vahaN Sab kuch luta k chal diye Dil miyan ji ab kahaN GaaloN pe tere gaal hain kya yaqiiN ab … more
Taxonomy: Gazhalein
-
Ab kidhar jaana kis qadar jaana
ab kidhar jaana kis qadar jaana
ab kidhar jaana kis qadar jaanauski bahon mai girke mar jaana
dar o diivar ghar k chikte haintumko laazim hai ab sudhar jaana
main agar raaste mein padh jaunmere … more
Taxonomy: Gazhalein
-
So ja gudia
So ja gudia.. (jaruri nahi ki lori aap chote bache ko sulaane ki liye hi gaaye... ye lori mai apni patni shree ko sullane ke liye gaata hota hun)
So ja gudia... so ja gudia... Chal sapno mai kho ja … more
Taxonomy: Loriyan
-
so ja lado sapne meiN piyaji bhi aayenge
so ja lado sapne meiN piyaji bhi aayenge (jaruri nahi ki aap lori chote bache ko sulaane ke liye hi gayein... ye lori mai apni patni shri ko sulaane ke liye gaata hota hun)
Aaye nahiN ankhiyoN mein … more
Taxonomy: Loriyan