• Corporate ki naukri

    Tags: Adhure qisse, Manoj Garg

    Corporate ki naukri

    Corporate ki naukri bilkul arranged marriage ki tarah hoti hai. Shuruati daur mai jab aap HR se offer discuss karne jayenge to vo aap ko thik usi tarah apni company ki khubiya … more

    Taxonomy: Adhure Qisse

  • rubber ke gubbare

    Rubber ke gubbarein

    "Papa... mujhe ye pilaa wala gubaara dila do na.. sirf ek.. please please please... dila do na!!!

    mai aapko bilkul tang nahi karunga... bahar jakar khelunga is'se..." Sarthak ne … more

    Taxonomy: Adhure Qisse

  • naraazgii

    naraazgii

    Vo ro bhi sakta tha... apni junjhalahat aur tilmilahat se pareshan hokar dusro par barasna to jaise khub aata tha use...

    par vo janta tha ki haar kar tut jaana aur tut kar rona is baar … more

    Taxonomy: Adhure Qisse

  • purane khat ka ek purza

    purane khat ka ek purza

    Hum apni pareshanio ko khud nahi chunte... pareshaniyan hum khud chun bhi nahi sakte... agar hum khud apni pareshani chunege to shayad vo chune jo sach mai hume pareshan na … more

    Taxonomy: Adhure Qisse

  • papa

    Sirf tum hi the jo mujhse beintihaa ... bina kisi lalach ke... bina kisi kaaran mohabbat karte rhe... Tum hi the jo meri sab galtiyon nakaamiyon ko shararton mai tabdeel karte rhe... Mujhe humesha ye … more

    Taxonomy: Adhure Qisse

  • shaadi se ek din pehle

    shaadi se ek din pehle

    kabhi kabhi jab sabke bich akele mai tumhara khayal aata hai... tab na jaane kyu aisa lagta hai jaise ye sab bemaqsad hai... ye sab kiya dhara tumhara agar nahi hai to iska … more

    Taxonomy: Adhure Qisse

  • cycle ka stand

    cycle ka stand

    Abhi abhi nukad ki cycle repair ki patri wali dukan par ek bache ko papa se naraz hote dekha...

    "Papa ye stand hatva dona... ab mai chalana sikh gaya hun... nahi girunga mai"

    Par … more

    Taxonomy: Adhure Qisse

  • dau rupee ka pyar

    dau rupee ka pyar

    Ladakpan ki baat hai... koi 13-14 saal ka raha honga... video game khelne ka shauq tha... jo ek rupya roz ka milta vo kuch aadhe paune ghante mai nipat jaata hota tha... aur aadat … more

    Taxonomy: Adhure Qisse